Wednesday, June 22, 2011

Zindagi Ke Rang

Har subah hum suraj ki tej roshni

ke umang kee apeksha ke saath

humari shubh din kee yatra arambh karte hey…………….

Hum rahi hain panchi ke……………

Hum rahi hain panchi ke………….

Ise rah maiy hum ulhas aur utejana kee khoj maiy

Doondte doondte sham kee upsana maiy goomh goomh jaatey hain

Phir musafir kee tarah hum rahi ke paanchi ho jatey hai

Phir nayee subah ki talash mey bhatak jaatey haiy

Yahi hey humari zindagi ka upasna…………………..

No comments: