Friday, October 14, 2011

Zindagi ka Rang

49 saal gujargaye aakh micholi jaise…………

Sunare pal dekhe hum, sabki shubh kamnaye mili……..

Yeh 49 saal mey mili naye umange aur aashaye……..

Jo hariyali sey bhar dhi jeevan mey………..

Har nayi saal hoti hai ek ajab dastan ka gulistan………

Hum ubhar pade har rah ki mod se inn 49 saal mey………

Kabhi woh mod aise they jo dikhalaye nayi aur mushkil……..

Magar na toote iraade aur yeh bane drudh nischit iraade……..

Hum abg aage dekhe ek aur nayi jeevan ki dor……….

Jo lejayigi humme ek aur naye disha aur safalta par………..

Sabki shubh kamanaye ke saath……………..

Wednesday, October 12, 2011

Tribute to Jagjit Singh

Hum kho jate hai aapke khayal mey………

Aapki ghazal ek madhur sangeet hoti hai…………….

Jo aklepan mey dil behalaye……………

Fir na sune hum aapke ki awaaz jho madhu sey bhari ho………..

Magar basi hai aapki sunnare ghazal humare khayalo mey……..

Jo humme har dum suhani yaadey mehfil kare………..

Khuda aapko Jannat mey Madhur Sangeet Sagar mey basaye…………..

Wednesday, October 5, 2011

Zindagi ka Rang

Zindagi ek pal bhar ke kahani hoti hai………

Is pal mey hum haste hai, rote hai, khushi mante hai………….

Zindagi har pal ek nayi uljan dilate hai………….

Ise uljan sey hum zindagi mey nayi udharan seekthe hai……….

Zindagi ek paheloo hai……….jo muskhile dey aur hum us sey aage bade……….

Yeh zindagi phoolo ki tarah kheelithi hai……..aur murjhati hai………….

Phir nayi subah mey aashaayen dethi hai…………

Jo nayi umang sey khushiya dethi hai………………

Jeena hai yeh zindagi badal ki chahow main, taro ki chamak mey………..

Suraj ki roshni ki aagrah mey intizar kare hum har nayi subah ki…………..

Tuesday, October 4, 2011

Zindagi ka Rang

Shravan ka mausam beeti………..

Aayee mausam laharati hooyi tandi mehak…………

Yeh mausam apni mehak ke saath lathe……….

Ek nayee umang jo dil ke ashaayian jag magaaye…………..

Is tandi mehak mey hai aisa jadoo jo dil dadkhe………….

Tandi mehak ke mausam mey laherati hai……..

Mohabat ke khushi jhoom uththi hai…………..

Yeh mausam nayee jawani dhorahti hai…………..

Yeh hote hai hasni pal jo bhoola na paye……………..

Mehake tandi tandi pal ke goon har dil mey…………

Saturday, October 1, 2011

Zindagi ka Rang

Woh mushkrahth humme magdh banati hai…………

Woh aisi jaadu chamakhe apni mushkrahth sey…………

Humari udasi ubhaley paanchi ki ullash ki tharah……….

Hum udhe neele ambar ki aur khoole asman mey………….

Woh mushkrahay hum jhee bhar umang sey naache……….

Kabhi laaghe ek pahelu, kabhi ek sirf mushkrahth…………..

Bas hum ho gaye fida woh mushkrahth…………

Jo jeevan ki nayi dor dilaye………………